Share this with your Friends:

Hum Tum Prakriti Kakkar Lyrics: The new song Hum Tum sang by the Sukriti Kakkar and Prakriti Kakkar. Music composed by Sukriti Kakkar and Prakriti Kakkar. The Lyrics are given by the Mello D. Music mixed and mastered by Eric Pillai. The song featured on Raghav Juyal and Priyank Sharma. This song is inspired by hip hop beats mixed with Latin elements. The video is directed by Adil Shaikh.

Hum Tum Prakriti Kakkar Lyrics
Hum Tum Prakriti Kakkar Lyrics

Yaadon Mein Tu Hai Haan Bas Tu Hi
Kaisa Yeh Jaadoo Kiya
Hu Main Adhoori Tu Hi Zaroori
Bin Tere Laage Na Jiya

Nasha Sa Teri Aakhon Mein Baaton Mein
Tu Jeene Ki Wajah
Maza Na In Sooni Sooni Raaton Mein
Aaja Na Yun Na Tadpa

Tum Hum Aur Hum Tum
Ho Jayein Kahin Ghum Mahiya
Main Tere Bina Gum-Sum
Na Jaane Tune Aisa Kya Kiya

Tum Hum Aur Hum Tum
Ho Jayein Kahin Ghum Mahiya
Main Tere Bina Gum-Sum
Na Jaane Tune Aisa Kya Kiya

Jayun Na Kabhi Tujhe Chhodke Sajna
Ek Pal Ke Liye Bhi Door
Tere Saath Mujhe Hai Chalna
Jahan Jahan Le Jaye Tu

Main Khoyi Khoyi Hu
Na Soyi Soyi Hoon
Jab Se Tu Hai Mila
Chupa Kahan Tha Tu?
Zara Bata De Tu
Tujhpe Rahun Main Fida

Nasha Sa Teri Aakhon Mein Baaton Mein
Tu Jeene Ki Wajah
Maza Na In Sooni Sooni Raaton Mein
Aaja Na Yun Na Tadpa

Tum Hum Aur Hum Tum
Ho Jayein Kahin Ghum Mahiya
Main Tere Bina Gum-Sum
Na Jaane Tune Aisa Kya Kiya

Tum Hum Aur Hum Tum
Ho Jayein Kahin Ghum Mahiya
Main Tere Bina Gum-Sum
Na Jaane Tune Aisa Kya Kiya

Kaisi Hai Ye Betaabiyan
Badhne Do Nazdeekiyan
Tere Bina Har Lamha
Kaise Jiyun Main Tu Bata

Tum Hum Aur Hum Tum
Ho Jayein Kahin Ghum Mahiya
Main Tere Bina Gum-Sum
Na Jaane Tune Aisa Kya Kiya

Tum Hum Aur Hum Tum
Ho Jayein Kahin Ghum Mahiya
Main Tere Bina Gum-Sum
Na Jaane Tune Aisa Kya Kiya

Share this with your Friends: